Bina ATM Card ke cash nikalna ab hua behad aasan! đ
Published
Durgapur ke residents ke liye khushkhabri! Agar aap A-Zone, Sabuj Nagar, ya Shivaji Road me rehte hain aur cash ki jaroorat hai, toh ab debit card sath rakhne ki koi chinta nahi.
Chale aaiye Ashish Market (Swapan Sweets ke thik ulte taraf) aur hamare secure Hitachi Money Spot UPI ATM se nikalye pure cash! đ¸
Bas apna pasandida UPI App (GPay, PhonePe, Paytm) use karein, QR code scan karein, aur bina kisi extra charge ke cash haath mein paayein! đâ¨
#Durgapur #azone